Advertisement

142 thoughts on “गूगल एडसेंस पर अकाउंट कैसे बनाये?”

    • जब आप adsense.com पर जाते हो तो वहा पर एक code होता है उसको आपको अपने ब्लॉग/वेबसाइट पर लगाना होता है और जब कोई उस ads पर क्लिक करते है तो पैसे मिलते है.

      पैसे आपके बैंक अकाउंट में जाएंगे और आपके कोई भी पैसे नही कटेंगे.

      Reply
  1. sir mere to AdSense par dusare step (YouTube URL or bhasa chayan) ke baad aage hi nahi bad raha kya karu
    YouTube se AdSense par aane par bhi vahi problem ho rahi please sir replay

    Reply
  2. Sir Merko smjh ni aa rha h ki You tube ko bank account se jodne ke liye kya kya krte h or jod bhi liye to video ads ye sb your tube me dalte kaise h. Or Sir Adsense acount bn ni rha singh to up ke baad koi page ni khul rha h?

    Reply
  3. 2 step monotize nhi ho RHA h term and condition pe kro much ni hota mera channel monotize kr do please nhi to apna no do

    Reply
  4. Sir ji SupportmeIndia ke admi ji Ne to kaha tha ki adsens Hamare address par Dak bhejta hai.aur usme code aata hai.
    Vo code hame adsense me dalna hota hai.
    But apne to aisa kuch nahi kaha .

    To kya Hamare address par code ata hai ya nahi?
    Please help me sir.
    Aur please bura mat manna ki hamne apke website par SupportmeIndia ke bare me discuss kiya.

    But answer fast dena sir ji.
    Thanks

    Reply
    • हांजी sir code आता है, पर इस आर्टिकल में मैंने जिस कोड की बात करी है वो अलग है. इस आर्टिकल में जो कोड है वो ads live होने के लिए है जो आपको सबसे पहले करना है. और जिस कोड की बात आप कर रहे हो वो adsense verification कोड है जो घर पर आता है. इस कोड को डालने के बाद आपके बैंक में पैसे जाते है, पर सबसे पहला जो स्टेप है वो मैंने इस आर्टिकल में बताया है उसके बाद जब आप 10$ कमा लेते हो तब आपको PIN के लिए apply करना होगा और आपके घर में कोड आयेगा.

      Reply
  5. Sir,
    main aapse ek jaankari chahta hu.jaisa ki maine ek blog banaya
    jiske throw mene adseanse account creat kar liya jisme mene 5-6 posto
    publish ki par maine uss blog par post karna band kar diya.isske baad
    maine dusar blog banaya jiska domin purches kiya.jo www. knowledgehindi.com
    ke naam se hai.aap muje yeh bataye ki iss blog ke liye adseanse account ko
    creat karna hoga ya pahle wale blog ke dowara banaya gaya adseanse a/c
    ka use kare to kaise kare.agar knowledgehindi.com ke dusra banaye to
    adseanse ke neeyam ke virodh to nhi hoga .plse help me sir.

    Reply
    • आप नया adsense भी बना सकते हो और वोही adsense भी इस्तेमाल कर सकते हो| बस code को अपनी साईट में पब्लिश करदो|

      Reply
    • Google Adsense आप २ तरीके से प्राप्त कर सकते हो.

      1. आप YouTube पर विडियो अपलोड करो|
      2. आप अपनी खुद की वेबसाइट बनाये| और आर्टिकल लिखे|

      Reply
      • sir- mera nam- pradeep ekka
        sir-mere pass na websit na youtub hai sir-mujhe adsens me kam krke paisa kamana chahta hu.
        sir- mujhe rediment websit and ,applycation chahiy sir……pls.
        mo. 7974103603

        Reply
  6. सर मैंने यूट्यूब चैनल बनाया था उसी समय एडसेंस अकाउंट बनाने की कोशिश की थी तो अब मेरे चैनल पर मोनेटाईजेशन डिसेबल बता रहा हैं तो क्या मैं अब उसे मोनेटाईज नहीं कर पाऊंगा।

    Reply
    • कर पाओगे लेकिन अब YouTube की नई पालिसी है जिसमे आपको 1000 सब्सक्राइबर करने होंगे| और भी है| आप YouTube adsense policy पेज को पढ़े|

      Reply
  7. Grewal ji main continue 2 week se try kr rha hu lekin adsense account create nhi kr paa rha hu please help me. Sayad updation me change ho gya ho.

    Reply
  8. Sir maine google adsense ke liye apply kar diya par apply karte samy mujhe ek code mila tha jisme likha tha ” aap is code ko apni post ke beech add kare”

    Aur sabse last me bhi ek message show huaa hai jisme likha hai. Remember, place the code on every page you want ads.

    Sir kya vah code sabhi post me add krna hoga. Vahi code abhi show ho rha hai.

    Reply
  9. sir,
    main aapse ek jankari chahta hu ye meri site knowledgehindi.com hai aap ek par isse check kar ke dekh ligiye kya adsense ke liye apply kar sakte hei.koi problam ho to share kare.

    Reply
  10. sir mai bhi adsesnse me account banana chahta hu pr jin steps me aapne bataya hii wo step nhi hii mai youtube ko usme jodna chahta hu mere kuch samajh me nhi aa rha hiii.. ….pls help me

    Reply
    • यह जो तस्वीरे है वो पुरानी है| हम जल्दी ही इसको न्यू में अपडेट करेंगे| तब तक आप गूगल की ऑफिसियल वेबसाइट पर जाकर चेक करें|

      Reply
  11. बहुत ही अच्छा आर्टिकल है सर सर मैंने एक ब्लॉग बनाया है 1 महीने से काम कर रहा हूं मगर अभी तक जीरो ट्राफिक है

    Reply
  12. Sir pse aapse request hai ,ek bar mere site ko dekh ker bataye ki kya mai adsense ke liye apply ker du ya koi kami hai , pse pse
    Mere site ka nam hai
    alljankari.com
    Waiting for your reply pse pse sir

    Reply
    • आप गूगल में लिखो => add url to google और जो वेबसाइट आये वहां अपनी साईट का url कॉपी करके पेस्ट करदो|

      Reply
  13. hello sir my name is subham sahu. Mera Youtube me Channel hai Jiska Naam “Shubh World” hai. so mera question ye hai jab adsense account create karenge to usme Jo Name box hai Usme apne channel ka naam Shubh World dalu ya apna naam Subham Sahu dalu??? please reply

    Reply
  14. google adsense वेबसाइट का approve करने के बाद , कितने दिन या कितने महीने या साल में दुबारा उस वेबसाइट को देखता है , या रोजाना उसकी नजर रहती है , वेबसाइट के अन्य गतिविधियों में जरा बताने की कृपा करेंगे

    Reply
  15. Sir ,
    main aapse ek jankari chahta hu jaise adsense approved ho jane par kiya hum paid traffic use kar sakte hai aapne blog par.

    Reply
    • जब आप 10$ कम्पलीट कर लेते हो तब आपके एड्रेस पर जो आपने डाला है वहां वेरिफिकेशन कोड आयेगा|

      Reply
  16. sir,
    mere adsense account me ye issue (Earnings at risk – One or more of your ads.txt files doesn’t contain your AdSense publisher ID. Fix this now to avoid severe impact to your revenue.) ise kaise fixed kare.please help me sir.

    Reply
    • इस कोड को Notepad में सेव करे => google.com, **pub-xxxxx, DIRECT, f08c47fec0942fa0 <= pub में आपको अपनी adsense pub id डालनी है. Notepad में इस फाइल को ads.txt करके सेव करें| अब इस फाइल को अपनी वेबसाइट में root directory में अपलोड करदे| अगर आपको नही आता तो होस्टिंग वालो से सम्पर्क करें|

      Reply
    • देखो की डिसएबल क्यों हुआ है फिर उसको ठीक करो और अप्लाई करदो| नही तो न्यू adsense account बनाये|

      Reply
  17. adsense approved ho gaya hai,ad init creat karliya hai ,blog par ads implement bhi kar diya hai .
    But ad show nhi ho raha hai. next step hum kia kare .pls help me sir.

    Reply
  18. sir,

    mera adsense account approved hogaya ,ad bhi creat kar liya usse blog me implement kar diya ads status (active) hai,but ads blog par show nhi ho rahae hai .kiya kar,pls help me sir

    Reply
  19. sir,

    Kiya hum uss blog ke liye new adsense account dusri email id se bana sakte hai.jis blog par adsense disable hogaya tha.

    Reply
  20. Main bahut paresan hu,kyoki mere samaj me ye nhi aaraha ki mera adsense approved hogaya hai.mene ads unit bhi creat karliya usse blog par bhi laga diya 1 hours me ads ((Status “Active” )) hogaya hai. lekin ads show ho nhi raha hai.agar hamare blog me koi problam hoti to adsense approved nhi hota ,main bahut paresan hu me kya karoo.please help me sir.

    Reply
  21. आपकी जानकारी हमे बहुत अछी लगी जानकारी देने के लिये धन्यवाद सर इसी तरह आगे भी ओर एसी जानकारी देते रहियेगा

    Reply
  22. Mai aapse ek information chahta ho Agar main clothes (कपड़ा ) se related site banaye to adsense approved karta haai.

    Reply
  23. Dear Sir Aap hmko Adsense Sefty ke bare me bataye naa tahi haam Adsense ko sefe rak sake

    Yeh Mera Blog hai meghrajgurjar.com/ isko aap chek karke haamko bataye ki iske ads lag rahe hai wo sahi hai naa
    please Sir

    Reply
  24. mene aapka post pura pada apne is post me bahut achi tareke se hmko samjaya hua hai yah post bahut achi hai dhanywad

    Reply
  25. Hi
    Jaise Apne batya Ki hum aona url site copy kre .email Dale aur save and continue pr click kre to google Adsense ka page khul jayga
    Pr sir mere sath ASA nhi hu rha h me Jase hi Apne blog ka url Dalton ,email add kre save aur continue pr click krti hu to phir se wo Likha ata h ” continue to url website ” me ispr click krti hu to ye mujhai mere hi blog pr wapas krte h
    Plz help me mail Kia kru ASA kiu hu rahai h

    Reply
  26. Sir maine ye all information save kar diya par abhi approve nahi mil raha na hi adsense se koi mail aa raha ki aapki website me ye problem hai
    Please reply sir May gmail id par
    Help sir

    Reply

Leave a Comment

close